Pitru paksha 2024 :
vese toh pitra paksha 17 september se shuru ho raha hai lekin sharad karam iss din nahi kiya jayega.
Shradh Tithiyan 2024 :
Pitra Paksha, isko sharad ke naam se bhi jana jata hai, apne purvaj yaa Pitro ko shradanjali dene ke liye samarpit hai. Yeh 16 din taak chalta hai. jisme Purvajo ki atama ko shanti ke tarpad or pind-dan kiya jata hai. Esi manyata hai ki pitrapaksh ke mahine me sharad karne se pitro ko moksh milta hai. Sath hi Pitra dosh se bhi mukti milti hai or ghar me sukh samridhi (सुख-समृद्धि) aati hai. Apko bata de ki sharad karam pitro ki (death anniversary) miratu tithi ke anusar hi karna sahi mana jata hai. Ese me iss saal Pitra paksha kaab se shuru ho raha hai or kon si tithi kaab padh rahi hai. Yeh sari detail apko is article me mill jygi.
कब से शुरू है पितृ पक्ष- When does the Pitr Paksha start?
Iss saal pitra paksha भाद्रपद पूर्णिमा yani 17 september 2024 ko shuru ho raha hai , jo 2 october yani amavash ko samapath hoga.
पहला श्राद्ध कब – When is the first Shraddha?
Vese toh pitra paksha 17 september se shuru ho raha hai , lekin sharadh karam is din nahi kiya jayga , kuoki iss din Purnima paadh raho hai. Jisme rishiyo ऋषियों ka tarpan kiya jata hai. Sharad hunmesa pratipadha tithi se shuru hota hai. Ese me phela sharad 18 september ko kiya jyga.
पितृपक्ष की श्राद्ध तिथियां – Shraddha dates of Pitru Paksha
17 सितंबर 2024 (पूर्णिमा श्राद्ध )
18 सितंबर 2024 (प्रतिपदा श्राद्ध )
19 सितंबर 2024 (द्वितीया श्राद्ध)
20 सितंबर 2024 (तृतीया श्राद्ध )
21 सितंबर 2024 (चतुर्थी श्राद्ध)
21 सितंबर 2024 (महा भरणी)
22 सितंबर 2024 (पंचमी श्राद्ध)
23 सितंबर 2024 (षष्ठी श्राद्ध)
23 सितंबर 2024 (सप्तमी श्राद्ध)
24 सितंबर 2024 (अष्टमी श्राद्ध)
25 सितंबर 2024 (नवमी श्राद्ध)
26 सितंबर 2024 (दशमी श्राद्ध)
27 सितंबर 2024 (एकादशी का श्राद्ध)
29 सितंबर 2024 (द्वादशी श्राद्ध )
29 सितंबर 2024 (मघा श्राद्ध)
30 सितंबर 2024 (त्रयोदशी श्राद्ध )
1 अक्टूबर 2024 (चतुर्दशी श्राद्ध )
2 अक्टूबर 2024 (सर्वपितृ अमावस्या
Vahi, jin logo ko apne pitro ke mirtu tithi nhi pata hai, सर्वपितृ अमावस्या ke din sharad kar skte hai